Sunday, April 18, 2010

क्या आप जानते हैं ?


क्या आप जानते हैं ?
आज हम आपने देनिक जीवन में जो भी सामान इस्तमाल करते हैं, जिसका प्रचार हमारे
प्रिय अति प्रिय सिनेमा स्टार क्रिकेट स्टार के द्वारा किया जाता हैं , जिनका प्रचार वो बहूत ब़र चर कर करते हैं , उन सब चीजो का इस्तमाल उन महानुभबो ने कभी किया ही नहीं , जागो ग्राहक जागो
अपनी आखे खोलो और जानो क्या हमारे लिए क्या अच्छा हैं ?

Monday, February 22, 2010

मेरा दोस्त हैदर

मेरा एक बहूत अच्छा दोस्त हैं , (हैदर अली) मैं उसे बहूत प्यार करता हूँ , वो बहूत खुसमिजाज़ हैं , ऑफिस में सब को हसाता रहता हैं , मैं उसके साथ बहूत मज़ा करता हूँ , पर खुदा ने उसे दो कमी दी हैं जिसका मुझे बहूत अफ़सोस हैं , वो ठीक से बोल नहीं सकता और ना ही ठीक से सुन सकता हैं , उसके वजह से मैंने इशारे वाली भाषा सीख ली हैं ,उसको मैं प्यार से एल वन बोलता हूँ , और जब मैं उसे बोलता हूँ की चल दोनों फ्लाई ओवर के निचे चलेंगे तो वो बहूत हसने लगता हैं , हैदर मैं तुझे बहूत प्यार करता हूँ साले (एल वन ) ,मेरे दोस्त मैंने ये शायरी तेरे लिए लिखी हैं , ताजमहल क्या चीज हैं दोस्त ? हम तेरे याद में उससे भी बड़ी इमारत बनवायेंगे , साह्जहा ने तो मुमताज़ को मुर्दा दफनाया था , अगर तू मेरी दोस्ती को भुला तो हम तुझे जिन्दा दफनायेंगे !

Sunday, February 21, 2010

दोस्ती भरी शायरी

(1)

Mahek mohabbat ki kam nahi hoti,
Mohabbat se bhi zindagi kam nahi hoti,
Saath zindagi main Dosti ka ho agar,
To Zindagi 'Jannat' se kam nahi hoti.

~~~~~===============******===============~~~~~
(2)

Mushkilo se ghabra K ab jeena nahi chahte,
Dur tumse hoke ab rahna nahi chahte,
Yun to Dost bahot bane is zindagi mein,
Par tuz jaise Dost ko khona nahi chahte

~~~~~===============******===============~~~~~
(3)

Har raat ko chand ka shingar nahi milta,
Har baag ko phool ka dular nahi milta,
Maine bhi duniya dekhi hai Dost,
Har insaan ko tere jaisa yaar nahi milta.

~~~~~===============******===============~~~~~
(4)

Hasna hamara kisi ko gawara nahi hota
Har musafir jindagi ka sahara nahi hota
Milte hai bahot log is tanha jindagi mein
Par koi DOST tumsa pyara nahi hota!

~~~~~===============******===============~~~~~
(5)

Jasda-e-Dost nakam nahi hone denge!
Aap ki duniya me shaam nahi hone denge!
Dosti ka har imtihan apne sar pe lenge!
Par e Dost,Aapko kabhi pareshan na hone denge!

~~~~~===============******===============~~~~~
(6)

Dosti ki tadap ko dikhaya nahi jaata,
Dil me lagi aag ko bujhaya nahi jaata,
Kitni bhi duri ho Dosti me,
Aap jaise Dost ko bhulaya nahi jaata.

~~~~~===============******===============~~~~~
(7)

Rishto ki kitab ka cover hai Dosti,
Dosti se bani hai hamari Hasti,
Khoon K rishto ki baat aap karte hai,
Hamare liye to Zindagi hai Aap Ki Dosti

~~~~~===============******===============~~~~~
(8)

Naye milte hai to hum purano ko aksar bhul jate hain,
Magar yeh mat bhul aye Yaar
Jab naye Dil tod jate hai to purane hi saath nibhate hai

~~~~~===============******===============~~~~~
(9)

Teri palko pe khwab rakh gaya koi
teri saso pe naam likh gaya koi
chalo vada raha tumse
bhool jana hame agar humse acha Dost tumhe mil gaya koi..


~~~~~===============******===============~~~~~
(10)

Vaise to kai Dost hai hamare,
jaise asmaan me kai tare
par aap Dosti K aasman K woh chand hai
jiske samne fikey padte hai sare sitare

~~~~~===============******===============~~~~~

दर्द भरे शायरी


(1)

Mohabbat mujhe thi usi se..Sanam.
Yadaon me uski yeh Dil tadpta raha ..
Maut bhi meri Chahat ko rok na saki..
Kabr me bhi ye Dil Dhadkta raha.

~~~~~===============******===============~~~~~
(2)

Kaash tum mujhe ek khat likh dete,
mujhme kya kya thi kami yeh to bata dete,
tadapte dil se mere tumne nafrat kyu ki,
nafrat ki hi mujhe koi vajah to bata dete.

~~~~~===============******===============~~~~~
(3)

Maut Pe Bhi Mujhe Yakeen Hai
Tum Per Bhi Aitabar Hai,
Dekhna Hai Pehle Kaun Aata Hai
Humein Dono Ka Intizar Hai.

~~~~~===============******===============~~~~~
(4)

maine sapnon ko door hote dekha hai,
jo mila nahi use khote dekha hai,
log kehte haen phool sada muskurate hai,
maine akele me phulon ko rote dekha hai.

~~~~~===============******===============~~~~~
(5)

aankho me aasu aaye na hote,
jo piche mudakar muskuraye na hote,
unke jane ke baad ye gum hota hai,
kash vo zindagi me kabhi aaye na hote..

~~~~~===============******===============~~~~~
(6)

uski mohabbat ka nishan abhi baki hai,
naam lab per hai jaan baki hai,
kya hua jo dekh ker muh pher leti hai,
taslli to hai ki shakal ki pehchan baki hai.

~~~~~===============******===============~~~~~
(7)

Kabhi himmat to kabhi housle se haar gaye,
ham badnasib the jo har kisi se haar gaye,
ajib khel ka maidan hai ye duniya,
ki jisko jeet chuke usi se haar gaye.

~~~~~===============******===============~~~~~
(8)

Koi chahta hai kisi ko apnane ke liye,
Koi chahta hai kisi ko tanhai se bachane ke liye,
Hume to har kisi ne chaha,
Sirf apna dil behlane ke liye.

~~~~~===============******===============~~~~~
(9)

Reet hai jane kaisi ye zamane ki,
Jo saza milti hai yaha Dil lagane ki,
Na baithana kisi ko Dil me itna ki
phir dua mangni pade use bhulane ki..

~~~~~===============******===============~~~~~
(10)

thukra k usne mujhko kaha muskura do,
main hans diya akhir sawal uski khushi ka tha..
main ne khoya wo jo mera tha hi nahi,
usne khoya wo jo sirf usi ka tha?..!

~~~~~===============******===============~~~~~
(11)

Dil se roye magar honto se muskura beithe,
yunhi hum kisi se wafa nibha beithe,
wo hame ek lamha na de paye apne pyar ka,
aur hum unke liye apni zindgi gawa baithe.

~~~~~===============******===============~~~~~
(12)

jab ek-ek phool uda le gayi hawa,
us din bahaar ko mere ghar ka pata chala,
aur jab utha le chale hame 4 log,
us din mere pyaar ko mere pyaar ka pata chala.

~~~~~===============******===============~~~~~
(13)

chale aao hum aap ko ‘yaad’ karte hai,
ye gunah hai jo baar baar karte hai.
jala kar ‘Dil’ me hasarto k chirag,
aap ke aane ka ‘intazar’ karte hai.

~~~~~===============******===============~~~~~
(14)

saamne na ho to tarasti hai aankhe,
yaad me teri barasti hai aankhei?.
mere liye nahi inke liye hi aa jaao,
aap ka bepanaah intezaar karti hain aankhe?

~~~~~===============******===============~~~~~

Saturday, February 20, 2010

प्यार भरी शायरी पार्ट २


(21)

Suraj pass ho na ho, Roshni aaspas rehti hai,
Chand paas ho na ho, Chandni aaspas rehti hai,
Waise hi aap pas ho na ho,
aapki Yaadein hamesha paas rehti hai.....!

~~~~~===============******===============~~~~~
(22)

Ga saku apka nagma wo saaz kaha se lau,
suna Saku Kuch aapko, wo andaz kaha se Lau,
Yu to Chaand taro ki tarif karna aasan hai,,
Kar saku aapki tarif wo alfaz kaha se lau.....!

~~~~~===============******===============~~~~~
(23)

Hum aap ko kabhi khone nahi denge,
juda hona chaha to bhi hone nahi denge,
Chandni raton me ayegi meri yaad.....
meri yaad k wo pal aap ko sone nahi denge.

~~~~~===============******===============~~~~~
(24)

Hum ne her shaam chirago se saja rakhi hai,
par shart hawaon se laga rakhi hai,
na jane kis gali se aa jae mera sanam.....
hum ne her gali phuulon se saja rakhi hai.

~~~~~===============******===============~~~~~
(25)

Hasrat hai sirf tumhe pane ki,
aur koi khawahish nahi is Dewane ki,
shikwa mujhe tumse nahi khuda se hai.....
kya zarurat thi tumhe itna khuubsurat banane ki.

~~~~~===============******===============~~~~~
(26)

khuda ne jab tumhe banaya hoga,
hajaro saal dekha hoga, lakho saal nihara hoga,
phir usne socha hoga tumhe swarg main rakh lu.....
lekin use mera khayal aaya hoga.....!

~~~~~===============******===============~~~~~
(27)

tere chehre ne kuch aisa gazab dhaya hai,
ki tere Husn se aaj chand bhi sharmaya hai,
maang lete tujhe aaj uss khuda se,
par woh bhi aaj tera gulam nazar aaya hai!

~~~~~===============******===============~~~~~
(28)

Wo din din nahi, wo raat raat nahi,
wo pal pal nahi, jis pal teri Yaad nahi,
teri yadon se maut hame alag kar sake,
maut ki bhi ye aukat nahi.

~~~~~===============******===============~~~~~
(29)

Na gujarna eid k din kisi masjid k pas se,
kahin log chand samajh kar roja na tod de,
hokar khafa khuda tumse kahi.....
Chand jaise chehre banana na chhor de.

~~~~~===============******===============~~~~~
(30)

Aankhon me rehne wale ko yaad nahi karte,
Dil me rehne wale ki baat nahi karte,
Hamari to RUUH me bas gaye ho aap,
Tabhi to milne ki FARIYAD nahi karte.....!

~~~~~===============******===============~~~~~
(31)

Mehakti baharo me tumhe Phuulon ki tarah dekha hai,
Baraste Sawan me tumhe Buundo ki tarah dekha hai,
saja rakhe hai jo khwab apni zindagi ki raho me,
un raho me tumhe apni Dulhan bane dekha hai.

~~~~~===============******===============~~~~~
(32)

Bahut mushkil se kal ki raat guzri hai,
Kuch tanha par kuch khaas guzri hai,
Na neend aai na khawaab koi,
Bas aap k khayalon k saath guzri hai.

~~~~~===============******===============~~~~~
(33)

Mohabbat ki shamma jala kar to dekho,
Zara Dil ki dunia saja kar to dekho,
Tumhe ho na jaaye Mohabbat to kehna.....
Zara humse nazaren mila kar to dekho.

~~~~~===============******===============~~~~~
(34)

Ek ada aapki Dil churane ki,
Ek ada aapki Dil me bus jane ki,
Chehra apka chand sa.....
aur ek zid hamari chand pane ki.

~~~~~===============******===============~~~~~
(35)

Dil to unke seene mein bhi machalta hoga..
husn bhi sao-sao rang badalta hoga..
Uthti hongi jab nigahein unki..
Khud "khuda" bhi gir-gir k sambhalta hoga..

~~~~~===============******===============~~~~~
(36)

Khushbu teri saanso ki humari saanso se jati nahi.
aisa koi pal nahi jab yaad teri aati nahi.
teri bahoon ka ehsaas har ghadi hota hai,
vo khushi yaad karke mere Dil me KUCH KUCH HOTA HAI.

~~~~~===============******===============~~~~~
(37)

Fiza par asar hawaon ka hota hai,
mohabbat par asar adaon ka hota hai,
koi aise hi kisi ka Diwana nahi hota,
kuch kasoor to nigahon ka hota hai.

~~~~~===============******===============~~~~~
(38)

phool jab mangte hain barso dua,
tab Baharo ki kali khilti hain.
Tum to aai ho kahi jannat se...
aisi mahbooba iss jamane me kahan milti hain...

~~~~~===============******===============~~~~~
(39)

Ae Chand tu bhul jayega apne apko,
jab sunega dastan mere Pyar ki,
kyu tu karta hai gurur apne aap pe itna...
tu to sirf parchai hai mere Pyar ki.

~~~~~===============******===============~~~~~
(40)

Kya mangu khuda se aapko pane k baad,
Kis ka karu intezar zindagi me aapke aane k baad,
Kyu Pyar pe jaan lutate hai log...
Aaj malum huaa aapko pane k baad...!!

~~~~~===============******===============~~~~~

प्यार भरी शायरी


(1)

Khushbu tere Pyar ki mujhe Mahka jati hai,
teri har baat mujhe bahka jati hai,
Saansen to bahut der leti hai aane jane me,
Har saans k pahle mujhe teri yaad aati hai.

~~~~~===============******===============~~~~~
(2)

Aapki Muskurahat ne hame behosh kar diya,
Aapki Muskurahat ne hame behosh kar diya,
Hum Hosh me aane hi waale the,
ki Aapne fir se muskura diya.

~~~~~===============******===============~~~~~
(3)

Mast Nazron se dekh lenaa tha
Agar tamanna thi aazmane ki,
Hum to behosh youn hi ho jaate
Kya zaroorat thi muskurane ki.

~~~~~===============******===============~~~~~
(4)

ek nazar teri kaher dhati hai,
ek teri chal lehrati hai,
dua dete hain hum jab tu aati jati hai,
girten hain log aur tu hasti jati hai...

~~~~~===============******===============~~~~~
(5)

khuda jab husn deta hai nazaakat aaa hi jati hai,
Kadam chun chun kar rakhti ho.....
Phir bhi kamar balkha hi jaati hai.....

~~~~~===============******===============~~~~~
(6)

Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar,
Tere lab pa khilenge muskaan bankar,
Kabhi hamein apne se juda na samajhna,
Hum tere saath challenge aasmaan bankar

~~~~~===============******===============~~~~~
(7)

Kuch nasha to aapki baat ka hai
Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai
Hame aap yuhi sharabi na kahiye,
Yeh dil par asar to aapse mulaqat ka hai

~~~~~===============******===============~~~~~
(8)

Ye mat pucho tum bin hum kya kya khote rahe,
Tumhari yaadon mein hum roz kitne rote rahe,
Na din gujre hai na raatein,
Bas kuch bechain se hum hote rahe!

~~~~~===============******===============~~~~~
(9)

Agar hum na hote to ghazal kaun kehta,
Aap ke chehre ko kamal ko kehta,
Yeh to karishma hai mohabbat ka,
Varna pathro ko tajmahal kaun kehta

~~~~~===============******===============~~~~~
(10)

Tarasti nazaron ki pyas ho tum,
Tadapte dil ki aas ho tum,
Bujti zindagi ki sas ho tum,
Phir kaise na kahu?.. kuch khas ho tum.

~~~~~===============******===============~~~~~
(11)

Chehre pe haseen chha jati hai
Aankhon main suroor aaa jata hai
Jab tum mujhe apna kahte ho
Apne pe guroor aa jata hai.

~~~~~===============******===============~~~~~
(12)

In andhero ke liye kuch aftab manga hai,
dua me hamne dost kuch khaas manga hai,
jab bhi manga us rab se to aapke liye khushiyo ka pal beheesab manga hai.

~~~~~===============******===============~~~~~
(13)

Aasman se uncha koi nahi,
Sagar se gahra koi nahi,
Yun to mujhko sabhi Pyare hai,
par aapse Pyara koi nahi.

~~~~~===============******===============~~~~~
(14)

Aaj us khuda ki shararat samajh me aai,
is dharti par aapki maujudgi samajh aai,
Aapko is dharti par bhejna us khuda ka bahana tha,
Kyo ki hamare lie aapko aana hi tha.

~~~~~===============******===============~~~~~
(15)

Kash Dil ki awaz me itna asar ho jay,
Hum apko yaad karen aur apko khabar ho jay,
Aaj kuda se itni hi dua hai, aap jo bhi chaho vo haqiqat ho jay.

~~~~~===============******===============~~~~~
(16)

Aankhon Me Armaan Diya Karte Hai,
Hum Sabki Neend Chura Liya Karte Hai,
Ab Se Jab Jab Aapki Palkay Jhapkeygi.....
samaj Lena Tab Tab Hum Aapko Yaad kiya karte Hai.....!

~~~~~===============******===============~~~~~
(17)

Yuhin sapno se Dil ko lagaya karo,
Kisi k khwaabon me aya jaya karo,
Jab bhi Dil kahe ki koi tumhe bhi manaye,
Bas hame yaad kar k ruth jaya karo.

~~~~~===============******===============~~~~~
(18)

Wo Zindagi hi kya jisme Mohabbat nahi,
Wo Mohabbat hi kya jisme Yaadein nahi,
Wo Yaadein kya jisme Tum nahi,
Aur wo Tum hi kya jiske saath Hum nahi.

~~~~~===============******===============~~~~~
(19)

apni har ik saans teri ghulam kar rakhi hai,
logo me ye zindagi badnam kar rakhi hai,
aaina bhi nahi ab to kisi kam ka...
hamne to apni parchhayi bhi sanam tere naam kar rakhi hai.

~~~~~===============******===============~~~~~
(20)

kya mangu khuda se tumhe pane k baad.
kiska karu intzar zindgi me tere aane k baad.
kyun pyar me jaan luta deta hai log.....
mujhe maloom hua tumhe apna banane k baad.

~~~~~===============******===============~~~~~

Thursday, February 18, 2010

शायरी जो दिल को छु जाए


(१) दिल न लगाना कभी हमसे दर्द ही पाओगे,
पुरानी बात सोच कर रोते hi जाओगे
करना हैं तो करो गहरी दोस्ती,
उम्मीद से दोगुना पाओगे !

(२) जो तुह्ह्से दिल लगाऊ, ये मेरी कुब्बत नहीं,
और दर्द पाऊ ये मुझमे हिम्मत नहीं
उम्मीद करता हूँ की, दोस्ती गहरी ही होगी,
तेरी दोस्ती को भूल जाऊ ये मेरी चाहत नहीं !